ab to ghar janay pe dukh hota hai
ab to ghar janay pe dukh hota haiyoun theher janay pe dukh hota haiitna manoos nahi hojatayphir bichar janay pe dukh hota haiwo gali ab bhi hai wesi lekinbas guzar janay pe dukh hota haiaik din ho to guzar bhi jayeroz mar janay pe dukh hota haiab ye bachpan to nahi so hum koaisay dar janay pe dukh hota haisaaf goyi thi munasib phir bhibas mukar janay pe dukh hota haitum jahan hum se mila kartay
