jaag kar main guzaar deta hon
jaag kar main guzaar deta honraat k badmizaj wo lamhaychand jin main bohot akela horaat k na muraad wo lamhayjin main be chain c koi mayyatzindgi k liye tarasti hoaor ghutt ghutt k saans leti hoaor taaron main soag barpa horaat k be qarar wo lamhayjin main ankhen faqat barasti honik teri deed ko tarasti honraat k be sabaat wo lamhayhosla jin main toot jata haihijr bhi shaan se khara ho kardoor se
