How To Change Android Notification Bar Any Version { Without Root } In Hindi

Hi Friends:-  Ajj mai aapko Android Mobile Se releted Trick btaunga. Mai aapko Pehle V Kuj Tricks Btaye Hai. Magar Ajj Jo Mai aapko Btane Wala hu Wo Kuj Alag Hi hai. Umid Karta Hu aapko Jroor Pasnd aayi Gi Yeh Trick Ek Par Try karke Jroor Dakhe. Muje To yeh trick bahut Pasnd aayi. To Chaliye jante Hai Trick Ke Bare me. How To Change Android Notification Bar


How To Change Android Notification Bar Any Version { Without Root } In Hindi
How To Change Android Notification Bar Any Version { Without Root } In Hindi

Dosto Mai Jo aapko trick Ke Bare Me btane Ja Rhaa hu Wo Android Mobile se releted hai. Title Dakh Kar To aap Samj Hi Ge Hoge Ki Es Trick me Kiya Hoga. To Dosto Es trick Se aap aapne Android Mobile Ka Notification Bar change kar Sakte hai. Aur Koi V Android Version Ka Notification Bar Lga Sakte hai. aap khud aap aapne pasnd ka Notification bar Custom kar Sakte hai.
to Dosto aap jante Hi Hai. Pehle Android Mobile Ko customize Karne Ke Liye Hume aapne Android Mobile Ko Root karna Padta Tha magar ab Bahut Sari App hai  Play Store me Jise aap Without Root aapne Android Mobile Ko Customize Kar Sakte Hai. To chaliye dosto ab Jante Hai trick Ke bare Me..

How To Change Android Notification Bar Any Version

Eske liye Sabse Pehle aapko Ek App aapne Mobile Me Download karna hoga. Us App ka Name hai material status bar To chaliye Dosto jante Hai yeh kaise Work Karta hai. kaise karte Hai Es App Ki Setting
Step 1.  Sabse Pehle material status bar Apk ko aapne Android Mobile Me Download kare Download karne Ke Liye Download Button par Click Kare.

Download Now 


Step 2.  Uske Baad Apk Ko Install kare. Aur material status bar App Ko open Kare.
  1. On Karde.
  2. on karne ke Baad aapke Samne 2 option Show hoge aapko Accessblity Par Click Karna Hai
  3. uske Baad material status bar par Click Karke Accessibility Ko On Karde.
  4. Uske Baad Wapas App ko Open Kare.
Step 3. Uske baad aapko Notification Access Ko On Karna hai.
  1. Notification Par Click kare
  2. material status bar Par Click karde.
  3. Aur fer Waps App Ko Open Kare.

Step 4.  Wapas App Ko Open kare
  1. 3 Dott par Click kare.
  2. Notification Panel Par Click Kare.

Step 5.  Uske Baad On Karde jaise Screenshot me dakhya giya hai.
uske baad aap aapne Android Mobile ka notification panel check Kare aapke mobile Ka Notification panel Change Ho chuka hoga.
Uske baad aapko Aur V Bahut Sare Features Milege Es app Me aap Theme Change kar Sakte Hai. Color change Kar Sakte Hai. ETC aapne Pasnd Ke Hisaab Se custom kar Sakte hai.
To Dostto Kaisi Lgi aapko Yeh Trick hume comment karke Jroor Btaye Agar aapka koi Swal hai To aap Hume comment karke Puch Sakte hai. Es post ko Share Kare. hum aapke Liye Asee Hi New New trick Laker aate hai. Hamre Facebook Page Ko V Like Kare Hamri Latest Post aapko Facebook Page par mil jayegi.