National Testing Service of Pakistan
solved previous MCQs
1)Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai.
Shahnama Islam
Shahnama Islam
2)”Baray aalu ka kuch bayan ho jaye”_____ka mazahya mazmoon hai.
Mushtaq Ahmad Yousafi
Mushtaq Ahmad Yousafi
3)”Manzil e shab”_____ka majmooa’e kalam hai.
Mukhtar sadiiqui
Mukhtar sadiiqui
4)Khalida Adeeb khanam_____ki Umda tehreer hai.
Ch.Afzal haq
Ch.Afzal haq
5)Nazm “Manto” kis shairi majmooa mein hai?
Shab e rafta
Shab e rafta
6)”Haasil na kijye daher se ibrat he kyon na ho”____ka misraa hai
Mirza Ghalib
Mirza Ghalib
7)Theudor Morison ka ziker____k khakay mein hai.
Sir Syed Ahmad khan
Sir Syed Ahmad khan
8)Heart Attack______ki nazm hai.
Faiz Ahmad faiz
Faiz Ahmad faiz
9)Naeem_____ka kirdaar hai.
Udaas naslen
Udaas naslen
10)_____Aagra mein paida hue aur Delhi mein Mughal darbar se wabasta rahay..
Mirza Ghalib
Mirza Ghalib
11)”Aik Khadim e Khalq ki kahani”_____ki tehreer kerda hai.
Ch.Afzal haq
Ch.Afzal haq
12)Intekhab e kalam e Meer pehli baar kab shaya hua?
1930
1930
13)____1911 mein Sialkot mein paida hue aur lahore mein wafat payi.
Faiz Ahmad Faiz
Faiz Ahmad Faiz
14″Mein he tou ik raaz tha seena e kaainat mein”_____ka misraa hai.
Iqbal
Iqbal
15)”be’khudi le gayi kahan ham ko
daer se intezaar hai apna”______ka sher hai
Meer taqi Meer
daer se intezaar hai apna”______ka sher hai
Meer taqi Meer
16)Prof Sohail____ka kirdaar hai.
Raja Gidh
Raja Gidh
17)Khawaja Altaf Hussain Haali_____k mushayiron mein shareek hue,
Anjuman e Panjab
Anjuman e Panjab
18)Shibli Naumani ki “Seerat un Nabi” ko ____ne mukammal kia
Syed Suleman Nadvi
Syed Suleman Nadvi
19)Mah o saal e aashnayi_____ka safarnaama hai.
Faiz Ahmad faiz
20-aamon ki tareef mein masnavi kis ne likhi?
Ghalib
Faiz Ahmad faiz
20-aamon ki tareef mein masnavi kis ne likhi?
Ghalib
21-Meer ki aik Masnavi ka unwaan____hai
khawb o khayal
khawb o khayal
22-Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik shaer hai,jisay Allama Iqbal ne “Bhartar hari se Mansoob kia hai,ye shayir kis daur ka hai?
uneesveen sadi
uneesveen sadi
23-Khakim ba’dehan mein khaakon ki tadaad?
8
8
24-Shab e rafta mein nazmen aur ghazlen___unwaanat k tehat likhi gayi hain.
3
3
25-Meer taqi Meer ki shaayiri k kitnay deewan hain?
6
6
26-Hafeez k shahnama ki kitni jildain hain?
4
4
27-Musaddas mein Haali ne musalmano k____ka ziker kia hai
Maazi
Maazi
28-Sar e waadi e seena Faiz ka kon sa majmooa hai?
5th
5th
29-“Ham urdu mizaah k ahd e yousafi mein jee rahay hain” kis ka qaul hai?
Dr.Zaheer fateh poori
Dr.Zaheer fateh poori
30-Sar e waadi e seena mein faiz ki shayiri 1965 se____tak hai.
1971
1971
31-Ahmad Naseem Qasmi k afsanay____pas manzer ki akkasi kertay hain
daihi(rural)
daihi(rural)
32-Manzil e shab ka talluq kis sinf se hai?
shaayiri
shaayiri
33-Faiz ki shayiri____shaiyiri hai
samaaji
samaaji
34-chand ham aser mash’hoor adeebon k____hain
khaakay
khaakay
35-_____k kalam mein tasavuff,falsafa aur science bhi hai
Ghalib
Ghalib
36-______shaa’ir,afsana nigaar aur naqqad
Ahmad Nadeem Qasmi
Ahmad Nadeem Qasmi
37-_____Bang e dara ki nazm hai
taloo e Islam
taloo e Islam
38-Mushtaq Ahmad yousafi ki tanz o mizaah ki____kutab hain
3
3
39-Deewan e Ghalib ki pehli ghazal ka matla’a?
Naqsh Faryaadi hai kis ki shokhi e tehreer ka,
kaaghzi hai pairhan her paikar e tasveer ka.
kaaghzi hai pairhan her paikar e tasveer ka.