Youtube ki video kaise download kre bina software ke

Youtube ki video kaise download kre bina software ke


Dosto  Aaj ke Ish Article me Mai Apko Bataunga ki Youtube Se Video Kaise Download Karte hai Bina Kisi Software ke(How to Download Youtube Video Without Software),Youtube Bahut Bada Video Plateform hai Jishpar Daily Lakho Videos Upload Hote hai,Aaj ke Time me Youtube Bahut Famous hai Iski Vajah Yeh hai ki Youtube par Aaj ke Time me World ke lagbhag Sabhi Songs,Movie Trailer Aur Movies bhi Available hai.Youtube ka Craze Itna Jyada hai ki Yeh Iski Alexa Rank hai World Wide,First Number par google hai.Dosto Itna hi nahi Aap Youtube se Paise bhi kama sakte hai Video Upload karke,Dosto Agar Aap Youtube se Earning karna Chahte ho to Sabse pahle Aapko Youtube par Account Banana hoga,Agar Apko Nahi pata ki Youtube par Account banakar Paise Kaise Kamate hai to In Links par Click karey Jo niche diye hue hai.
  

Youtube Se Videos Kaise Download Karey Bina Software ke
Youtube ke Fayde Kya hai
Dosto Youtube ke bahut benefits hai,Youtube Apni Quality ki Vajah se hi Number 2 par hai World me Youtube par Aap Video dekhne ke Alava Earnings bhi kar sakte ho.To Chalo Dosto Ab Mai Apko Batata hu ki Youtube ke Kya Fayde hai
(i)Aap Free me Video Download Kar Sakte hai.
(ii)Aap Apni Video Upload karke Duniya ko Dikha sakte ho.
(iii)Aap Youtube se Earnings bhi kar sakte hai.

To Chalo Dosto Ab Mai Apko Batata hu ki Utube se direct Video kaise Download karte hai Direct
Youtube Se Video Kaise Download Karey Without Software
Agar Aap bhi Pareshan Ho gaye ho Youtube Video ko Software se Download karte-2 to ab Apko PAreshan hone ki koi jarurat nahi hai Aaj mai Apko Bataunga Aisi Tricks ke Baare me Jiski Help se Aap Easily Direct Youtube Video Download Kar Sakte ho Short Cut me.To Chalo Dosto Ab mai Apko Batata hu ki Without Software Youtube se Video kaise Download karta hai.
Step 1:-Sabse pahle Ush Video Par Jaye Jisko Aap Download karna Chahte ho Youtube se.




Step 2:-Ab Apko "Https://www." ko replace kar de "ss" se Jaise ki niche ki image me diya hua hai.Ab Enter karey




Step 3:-Ab Apke Samne Search Hokar Aa gaya hai Video Download hone ke liye,Ab Isme se Aap jo Bhi Video Quality Choose karna Chahte ho vo Select karey.




Step 4:-Ab Download par Click karey,Ab Apki Video Download hone lag jayegi.

To Dosto Ish Tarah Aap Kisi bhi Video,Movie,Songs ko Download Kar Sakte ho Youtube par se