Iqbal Day 9 November Quotes, Speeches, Messages

9 November Iqbal Day: Quotes, Speeches, Messages

Iqbal Day SMS

IQBAL teri qoum ka IQBAL kho gaya. Mazi to sunehra hai magar Haal kho gaya. Wo Roub-o-Dabdaba wo jalal kho gaya. Wo Husn Be-Misal wo jamal kho gaya. Dobe hain jawabon men pr sawal kho gaya. IQBAL teri Qoum ka IQBAL kho gaya. Urte jo fizaon men the Shaheen na rahe. Ba-zouq na rhe Zaheen na rahe. Pakiza gar na rahe Ba-Deen na rahe. Wo Lala-o-Gulzar, Meh jabeen na rahe. Momin ka W0 Andaz-e-Bakamal kho gaya. IQBAL teri QUOM ka IQBAL kho gaya..!


Sone do ager wo so rhe ha ghulami ki neend… Ho sakta hai wo khowab azadi ka dakh raha ho… “Happy Iqbal Day”


Goongi Ho Gai Aaj kuch Zuban kehty kehty Hichkicha Gya Main khud ko Musalman kehty kehty Ye baat Nahi k Muj ko us Pr yaqeen Nahi Bas Dar Gya khud ko sahib-e-Imaan kehty kehty Tofeeq Na hoi Mujhy Ek waqt ki Namaz ki Aur Chup Huwa Moazzin Aazaan kehty kehty Kisi kafir Ny jo Poocha k ye kia Hay Mahiena Sharam sy pani pani huwa Main Ramzan kehty kehty,Mery kamry Main Gard sy Atti kitaab ka Jo Poocha,Main Girh Gya Zameen py Quraan kehty kehty,Ye sun k Chup sadh Li “IQBAL” Us Ny,Yoon laga jisy ruk gaya ho mujhay Hiwaan kehty kehty’.’


Hazar Chashmah tere Sang-e-Raah se Phootay
Khudi Mein Doob Kar “Zarb-e-Kaleem” Paida Kar!


Sajdon k ewiz “Fardos” miley ye bat mujy manzoor nahe…!

Bey los Ibadit krta hun Banda hun tera Mazdoor nahi.


Ki Muhammad se wafa too ne to ham tere hain. . Ye jahan cheez hay kia Loh.o.Qalam tere hain. . . . (Allama Iqbal ).


Iqbal Tere Des ka Kya Haal Sunaon, Be’Baaki-o-Haq’Goyi se Ghabraata hai Momin, Makkari-o-Farebi pe Itraata hai Momin, Jiss Rizq se Parwaaz mein Kotaahi ka Darr ho, Woh Rizq Ab Barray Shauq se Khaata hai Momin, Kirdaar ka, Guftaar ka, Aa’amal ka Momin, Qaa’il Nahin Ese Kisi Janjaal ka Momin, Sarhad ka Momin hai to Koi Punjab ka Momin, Dhoonde se bhi Millta Nahin, Qur’aan ka Momin, Iqbal Tere Des ka Kya Haal Sunaon…!!


Kis mei himat hai hamari parwaz mei laye kami

Hum paron se nahi hoslon se ura krtay hein…


Tum haya-o-shriyat k taqazon ki baat karty ho,

Hum ne nangay jismon ko malboos-e-haya dekha hai,
Hum ne dekhay hain Ehram me lipty kai Iblees,

Hum ne may-khanay me kai bar Khuda dekha hai.
Tags