Kya andheron k dukh kya ujalon kia dukh
jab hara dein muqadar ki chalon kia dukh
jinki ankhein nahi wo na royen kabi
jan jayen agar ankh walon kia dukh
jan jayen agar ankh walon kia dukh
meri manzil kahan hamsafar hai kidhar
maar dalein gey ab in sawalon kia dukh
maar dalein gey ab in sawalon kia dukh
tum mile ho tmhari mohobat nahi,
hijar se barh gaye hein wisalon kia dukh
hijar se barh gaye hein wisalon kia dukh
Do ghari k liye pas betho agar
bhol jaty hain hum kitne salon kia dukh
bhol jaty hain hum kitne salon kia dukh

