aamon ki tareef mein masnavi kis ne likhi?
Ghalib
Meer ki aik Masnavi ka unwaan____hai
khawb o khayal
Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik shaer hai,jisay Allama Iqbal ne "Bhartar hari se Mansoob kia hai,ye shayir kis daur ka hai?
uneesveen sadi
Khakim ba'dehan mein khaakon ki tadaad?
8
Shab e rafta mein nazmen aur ghazlen___unwaanat k tehat likhi gayi hain.
3
Meer taqi Meer ki shaayiri k kitnay deewan hain?
6
Hafeez k shahnama ki kitni jildain hain?
4
Musaddas mein Haali ne musalmano k____ka ziker kia hai
Maazi
Sar e waadi e seena Faiz ka kon sa majmooa hai?
5th
"Ham urdu mizaah k ahd e yousafi mein jee rahay hain" kis ka qaul hai?
Dr.Zaheer fateh poori
Sar e waadi e seena mein faiz ki shayiri 1965 se____tak hai.
1971
Ahmad Naseem Qasmi k afsanay____pas manzer ki akkasi kertay hain
daihi(rural)
Manzil e shab ka talluq kis sinf se hai?
shaayiri
Faiz ki shayiri____shaiyiri hai
samaaji
chand ham aser mash'hoor adeebon k____hain
khaakay
_____k kalam mein tasavuff,falsafa aur science bhi hai
Ghalib
______shaa'ir,afsana nigaar aur naqqad
Ahmad Nadeem Qasmi
_____Bang e dara ki nazm hai
taloo e Islam
Mushtaq Ahmad yousafi ki tanz o mizaah ki____kutab hain
3
Deewan e Ghalib ki pehli ghazal ka matla'a?
Naqsh Faryaadi hai kis ki shokhi e tehreer ka,
kaaghzi hai pairhan her paikar e tasveer ka